Dil Aaj Shair Hai, Gam Aaaj Nagma Hai
Shab Yeh Gajal Hai Sanam,
Gairon Ke Sheron Ko, Voh Sune Wale,
Ho Istaraf Bhi Karam..
Aake Zara Dekh Lo Tere Khatir,
Ham Kis Tarah Se Jiye,
Aason Ke Dhaage Se Seete Rahe Ham,
Jo Zakham Tune Diye,
Chahat Ke Mehfil, Mein Gam Tera Lekar,
Kismat Se Khela Juva,
Duniya Se Jeete Par Tujh Se Haare,
Yun Khel Apna Huva
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab

Zarra thay lekin teri lau mein jalkar, hum ban gaye aaftaab
Hum se hai zinda wafa aur humhi se hai teri mehfil jawan
Hum jab na honge to ro ro ke duniya dhundhegi mere nishan
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid

Meri tarah zindagi bhar tadap lo, phir aana uske karib
Hum to musafir hain, koi safar ho, hum to guzar jayenge hi
Lekin lagaya hai jo danw humne, woh jeetkar aayenge hi
Woh jeetkar aayenge hi

No comments:
Post a Comment