Aap Ki Mehki Hui Zulf Ko Kehte Hain Ghata
Aap Ki Madbhari Aankhon Ko Kanval Kehte Hain
Main To Kuchh Bhi Nahi Tum Ko Haseen Lagati Hu
Is Ko Chahat Bhari Nazaro Ka Amal Kehte Hain
Ek Ham Hi Nahi Sab Dekhane Vaale Tum Ko
Sang-e-marmar Pe Likhi Shokh Gazal Kehte Hain
Aisi Baatein Na Karo Jin Ka Yaqeen Mushkil Ho
Aisi Taarif Ko Niyat Ka Khalal Kehte Hain
Meri Taqadir Ki Tum Ne Mujhe Apna Samjha

Is Ko Sadiyo Ki Tamannaao Ka Phal Kehte Hain

No comments:
Post a Comment